• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kitne Bosida Hain Haalat Musalmanon Ke

Kitne Bosida Hain Haalat Musalmanon Ke

kitne bosida hain halat musalmanon ke

dil dukhate hain yahan faisle aivanon ke

oḌhna aur bichhauna hua daulat un ka

ba.is-e-sharm yahan kaam hain sultanon ke

ye bhi mahbub ki yadon men magan hon shayad

shaiḳh ji aap kyon dushman hue divanon ke

sahab-e-fikr madad-gar mujahid darvesh

ab to lagta hai ye kirdar hain afsanon ke

kaTna marna insan ka sheva to nahin

chhoḌ do taur tariqe hain ye haivanon ke

bas zara si ye gharibi hai sanam Tal jaa.e

chaak si lenge sanam apne garebanon ke

ham to guftar ke ghazi hain yahan sab ‘anjum’

amn ke naam pe bhage hue maidanon ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdullah-javed

Samundar Par Aa Baithe Magar Kya

Na Puchh Dost Ki Kitna KHarab Hota Hai

mushafi-ghulam-hamdani

Awwal To Ye dhaj Aur Ye Raftar Ghazab Hai

Kabhi Kisi Ko Jo Dekha Kisi Ki Banhon Mein

poet

Abr Ka Sar Pe Saeban Bhi to Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet