• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bistar Par Bechain Nirasha Ke silwaT silwaT Jage

Bistar Par Bechain Nirasha Ke silwaT silwaT Jage

bistar par bechain nirasha ke silvaT silvaT jaage

tanha.i ki ram-duha.i ham karvaT karvaT jaage

koi saaya koi ḳhushbu koi sada koi dastak

ummidon ki sej saja.e ham aahaT aahaT jaage

piit ke miThe madhur manohar bol liye aata hai koi

sanjh ka Tiila bola khiḌki darvaze chaukhaT jaage

bhor hui to dhire dhire giton ke saa.e ubhre

gagar gagar kangan khanke so.e hue panghaT jaage

bansi ki mahkar uḌi to ‘rahmani’ ji ne dekha

lila-darshi ankhen chamkin ghunghaT ghunghaT paT jaage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Se Har Guzri Baat Guzri Hai

Teri Yaadon Ke Charaghon Mein Ye Jalti Hui Raat

poet

Marke Mein Ishq Ke Sar Se Guzarne Se Na Dar

khwaja-meer-dard

Agar Yun Hi Ye dil Satata Rahega

poet

ujDe Dil-O-Dimagh Ko Aabaad Kar Sakun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet