• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kitna Dilkash Fareb-E-Hasti Hai

Kitna Dilkash Fareb-E-Hasti Hai

poet

kitna dilkash fareb-e-hasti hai

zindagi maut ko tarasti hai

ye nasheb-o-faraz hasti hai

har bulandi ko ek pasti hai

dekh kar kya karoge dil ki taraf

ek ujḌi hui si basti hai

maut aa kar jise uTha.egi

zindagi vo hijab-e-hasti hai

jaan de kar mile jo us ki raza

phir bhi mahngi nahin hai sasti hai

ruḳh ghaTa ka hai su-e-mai-ḳhana

dekhiye ab kahan barasti hai

us ke naghmon se mast hai duniya

kitna pur-kaif saz-e-hasti hai

hai ye sauda yaqin ka ‘shankar’

but-parasti bhi haq-parasti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawaon Ka Jo Shah-Par Bolta Hai

Bala Se Koi Hath Malta Rahe

afzal-naved

Ek dhan Ko Ek dhan Se Alag Kar Lun Aur Gaun

pirzada-qasim

Yaad Rakhne Ka Hunar

Waiz Butan-E-Dair Se Nafrat Na Kijiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet