• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Tarah Bhi Kisi Se Na Dil Lagana Tha

Kisi Tarah Bhi Kisi Se Na Dil Lagana Tha

kisi tarah bhi kisi se na dil lagana tha

ḳhayal-e-yar men duniya ko bhuul jaana tha

jo be-ruḳhi thi yahi ruḳh nahin chhupana tha

mire ḳhayal men bhi aap ko na aana tha

isi sabab se vo parde men chhup ke baiThe hain

ki parde parde men kuchh un ko rang laana tha

azal se ruuh jo phunki ga.i hai zarron men

to ye samajh lo ki jalva use dikhana tha

zamana khinch ke pahunchta hai apne markaz par

zarur da.era-e-zindagi men aana tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sauda-mohammad-rafi

Magar Wo did Ko Aaya Tha Bagh Mein Gul Ke

Dusri Baaton Mein Hum Ko Ho Gaya ghaTa Bahut

Sahra Ki Dhup Mein Bhi Shajar Dekhte Rahe

Ji Hai Bahut Udas Tabiat Hazin Bahut

Sarab Dekhta Hun Main Ki Aab Dekhta Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet