• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ki Yaad Ko Apna Shiar Kar Lenge

Kisi Ki Yaad Ko Apna Shiar Kar Lenge

kisi ki yaad ko apna shi.ar kar lenge

faza-e-dahr ko ham sazgar kar lenge

ham apne gham ko ḳhushi men shumar kar lenge

ḳhizan ke daur men jashn-e-bahar kar lenge

rasa.i hogi jo is bazm men kabhi apni

nasib valon men apna shumar kar lenge

kabhi milega jo izn-e-ubudiyat ham ko

to ek saans men sajde hazar kar lenge

raha karam jo tumhara to bahr-e-hasti se

ham apni kashti-e-ummid paar kar lenge

tiri talash men a.enge kaam dagh-e-jigar

ham un se raushni-e-rah-guzar kar lenge

ḳhushi se milne lage hain vo aaj kal ham se

ham apni ziist ko ab ḳhush-gavar kar lenge

nazar hai dar pe hamari ki dam hai ankhon men

abhi kuchh aur tira intizar kar lenge

ham apne ḳhalq ki duniya sanvar kar ‘ḳhushtar’

husul-e-rahmat-e-parvardigar kar lenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shaista-yusuf

Main Riwayat Hun Ek Bhuli Hui

kanTe Hi kanTe Hain Ta-Hadd-E-Nazar

abbas-tabish

Yaad Kar Kar Ke Use Waqt Guzara Jae

Shauq Tha Shabab Ka Husn Par Nazar Gai

indira-varma

dil Se Apne Khud-Ba-Khud Kuchh Puchhiye Mere Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet