• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Kabhi Teri Chahat Pe Ye Guman Guzra

Kabhi Kabhi Teri Chahat Pe Ye Guman Guzra

syeda-shan-e-meraj

kabhi kabhi tiri chahat pe ye guman guzra

ki jaise sar se sitaron ka saeban guzra

charagh aise jala kar bujha gaya koi

tamam diid ka aalam dhuan dhuan guzra

junun-e-shauq men sajdon ki aabru bhi gai

mujhe khabar na hui kab vo astan guzra

vo mera vahm-e-nazar tha ki tera aks-e-jamil

vo kaun tha ki jo manzar ke darmiyan guzra

bichhad ke shaam rahi tul-e-umr tak goya

thahar gaya tha jo lamha vo phir kahan guzra

mujhe to chashm-e-gurezan bhi iltifat lagi

tire sitam pe bhi isar ka guman guzra

chhupa ke so gai munh din men rahguzar-e-firaq

jo shab hui to khayalon ka karvan guzra

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahnaz-parveen-shazi

Man Tere Jaane Ke Baad

Ek Zamin-Doz Aasman Hun Main

Shikasta-Dil Sajaya Ja Raha Hai

poet

Kisi Tarah KHalish-E-Arzu miTa Na Sake

Shikasta Saz-E-Mohabbat Ki Ek Sada Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet