• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Jab Tak dasht-Paimai Salamat

Hai Jab Tak dasht-Paimai Salamat

hijab-abbasi

hai jab tak dasht-paimai salamat

rahegi abla-pai salamat

rahe jab tak ye binai salamat

hamari khama-farsai salamat

bahut sanvarenge sang o sar ke rishte

junun ki kar-farmai salamat

bahut hairan hain aina-khane

tire qamat ki zebai salamat

sabhi hathon men le kar sang aae

khirad ki jalva-arai salamat

bahut dekhe bahar-amez manzar

tiri yadon ki raanai salamat

hijab us ne kiya asuda-e-gham

ye andaz-e-masihai salamat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil-E-Be-Qarar Chala to Tha Gila-E-Hayat Liye Hue

poet

Mera Maqsud-E-Nazar Lauh-E-Muqaddar Mein Nahin

Har intiKHab Yahan Mazi-O-Aqab Ka Hai

Aaj Gum-Gashta KHayalat Ne Chaunkaya Hai

akbar-masoom

Ye Sari dhul Meri Hai Ye Sab Ghubar Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet