• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab jhuT Rawiyon Ke Qalam Bolne Lage

Jab jhuT Rawiyon Ke Qalam Bolne Lage

jab jhuuT raviyon ke qalam bolne lage

har ḳhud-sari ko jah-o-hasham bolne lage

ik izn-e-lab-kusha.i ne bebak kar diya

dekho kis e’timad se ham bolne lage

koi kisi se puchh raha tha tira suragh

uTh uTh ke mere naqsh-e-qadam bolne lage

samjhe the astin chhupa legi sab gunah

lekin ghazab hua ki sanam bolne lage

haq-goi ke mahaz pe manzar badal gaya

ḳhamosh sab arab hain ajam bolne lage

tambih ki thi dil ki dahan bhi siye magar

main kya karun ki dida-e-nam bolne lage

mahaul bad-guman tha tang aa ke ‘taj’ bhi

ḳhamosh hone vaale the kam bolne lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Teri Taswir Se Rahmat Barasti Hai Guru-Nanak

Mera Mushkil-Kusha Hai Aur Main Hun

Gham Nairang Dikhata Hai Hasti Ki Jalwa-Numai Ka

poet

Tanaben kaTne Lagin Meri KHush-Bayani Ki

Har Ek Yaqin Ko Humne Guman Bana Diya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet