• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ka Koi Thikana Hai Koi Thor Bhi Hai

Kisi Ka Koi Thikana Hai Koi Thor Bhi Hai

kisi ka koi Thikana hai koi Thor bhi hai

ye zindagi hai kahin is ka or-chhor bhi hai

jhula raha hai ye gahvara kaun sadiyon se

are kisi ne ye dekha ki koi Dor bhi hai

har aadmi hai yahan jabr-o-iḳhtiyar ke saath

magar ye dekh kisi ka kisi pe zor bhi hai

sunega koi to phir kuchh use suna.i na de

ki har sukut ke parde men ek shor bhi hai

vo husn ishq-sifat hai vo ishq husn-numa

vo mera chand bhi hai vo mira chakor bhi hai

shikar kar ki dilon ki sunahre jangal men

zarur raqs men badmast koi mor bhi hai

hazar jaan se ham ek hain ye sach hai ‘shaz’

rivaj-o-rasm ka lekin dilon men chor bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Bhi Jagah Dekhi Usne Apni Taswir haTa Li Thi

sahir-ludhianvi

Kya Miliye Aise Logon Se Jin Ki Fitrat Chhupi Rahe

Hawas miTti Nahin KHauf-E-KHuda Pamal Rakhta Hai

Baat Kah Kar Hansa Gaya Mujhko

poet

Sula Kar Tez Dhaaron Ko Kinaro Tum Na so Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet