• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ka Kaam dil Is Charkh Se Hua Bhi Hai

Kisi Ka Kaam dil Is Charkh Se Hua Bhi Hai

poet

kisi ka kaam dil is charkh se hua bhi hai

koi zamane men aram se raha bhi hai

kisi men mehr-o-mohabbat kahin vafa bhi hai

koi kisi ka zamane men ashna bhi hai

koi falak ka sitam mujh se bach raha bhi hai

jana nasib koi mujh sa dusra bhi hai

bura na maniyo main puchhta huun ai zalim

ki be-kason ke satae se kuchh bhala bhi hai

jo pukhta-maghz hain ve soz-e-dil nahin kahte

kisi ne shama se jalne men kuchh suna bhi hai

tum is qadar jo nidar ho ke zulm karte ho

butan hamara tumhara koi khuda bhi hai

tu qatilon se lagata hai dil ko kyuun ‘taban’

ki un ke haath se jiita koi bacha bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chand Uljhi Hui Sanson Ki Ata Hun Kya Hun

Mere Naseh Mujhe Samjha Rahe Hain

poet

Firaq O Wasl Se haT Kar Koi Rishta Hamara Ho

Sufi

Zindagi Guzri Meri Khushk Shajar Ki Surat

firaq-gorakhpuri

Ek Roz Hue The Kuchh Ishaaraat Khafi Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet