• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Parda Ulat Ke Usne Jo Chehra dikha diya

Parda Ulat Ke Usne Jo Chehra dikha diya

mirza-raza-barq

parda ulat ke us ne jo chehra dikha diya

rang-e-rukh-e-bahar-e-gulistan uda diya

vahshat men qaid-e-dair-o-haram dil se uth gai

haqqa ki mujh ko ishq ne rasta bata diya

phir jhank-tak ankhon ne meri shurua ki

phir gham ka mere nalon ne lagga laga diya

angdai donon haath utha kar jo us ne li

par lag gae paron ne pari ko uda diya

sikhi hai us javan ne pir-e-falak ki chaal

hir-phir ke mujh ko khaak men akhir mila diya

vo sair ko jo aae to sadqe men un ko ‘barq’

har ek gul ne tair-e-nikhat uda diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHata Anjam Ho Kar Rah Gaya Hai

Na Arman Ban Ke Aate Hain Na Hasrat Ban Ke Aate Hain

poet

Aadmi Aadmi Se Milte Hain

poet

Aasman Sahil Samundar Aur Main

faiz-ahmad-faiz

Ek Rah-Guzar Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet