• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Waqt Hadson Se paDa Sabiqa Mujhe

Kis Waqt Hadson Se paDa Sabiqa Mujhe

kis vaqt hadson se paḌa sabiqa mujhe

ḳhud naag ban ke Dasta hai saaya mira mujhe

main ne ḳhushi se bar-e-amanat uTha liya

hairat se takte rah ga.e arz-o-sama mujhe

ehsa-e-dard lazzat-e-gham pyaar ka ḳhumar

mat puchh bazm-e-naz se kya kya mila mujhe

ye inkishaf-e-zat hai me.araj-e-zindagi

kuchh bhi nahin hai yaad ḳhuda ke siva mujhe

taqrir kaam aa.i na tahrir umr bhar

ik jumbish-e-nigah ne chaunka diya mujhe

phir muskura uThe hain mere zaḳhm-ha-e-dil

phir teri yaad ban ga.i ik saneha mujhe

sub.h-e-nashat-e-dil hai na sham-e-gham-e-‘hayat’

ai iztirab-e-shauq kahan le chala mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Ki Ye Siyasat Hai Kis Ki Hain Ye Tadbiren

Ishq Ka Pahla Bab Chal Raha Hai

Ab Ke Barish Ko Bhi to Aane De

Yaqinan Hum Ko Ghar Achchhe Lage The

kishwar-naheed

Humne Khwahishon Ke Sare Parinde Uda diye Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet