• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Se Bichhdi Kaun Mila Tha Bhul Gai

Kis Se Bichhdi Kaun Mila Tha Bhul Gai

fatima-hasan

kis se bichhdi kaun mila tha bhuul gai

kaun bura tha kaun tha achchha bhuul gai

kitni baten jhuti thiin aur kitni sach

jitne bhi lafzon ko parkha bhuul gai

charon or the dhundhle chehre se

khvab ki surat jo bhi dekha bhuul gai

sunti rahi main sab ke dukh khamoshi se

kis ka dukh tha mere jaisa bhuul gai

bhuul gai huun kis se mera naata tha

aur ye naata kaise tuuta bhuul gai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Ada Mujhse Hua Us Sitam-Ijad Ka Haq

In Ke Aariz Pe Ashkon Ke Dhaare

Sufi

Ek duje Ko Aaina dikhaen Chalo Aao

poet

Shama Ki Lau Se Khelte Dekhe Hain Maine Parwane Do

abul-hasanat-haqqi

Zabun-O-Khwar Hui Hai Meri Jibillat Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet