• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Qadar Kam-Asas Hain Kuchh Log

Kis Qadar Kam-Asas Hain Kuchh Log

aziz-bano-darab-wafa

kis qadar kam-asas hain kuchh log

sirf apna qayas hain kuchh log

jin ko divar-o-dar bhi dhak na sake

is qadar be-libas hain kuchh log

mutmain hain bahut hi duniya se

phir bhi kitne udaas hain kuchh log

vo bure hon bhale hon jaise hon

kuchh hon logon ko raas hain kuchh log

mausamon ka koi asar hi nahin

in pe jangal ki ghaas hain kuchh log

tirgi men nazar nahin aate

saae ki tarah paas hain kuchh log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Rahne Se Yahan Wo Mawara Kaise Hua

poet

Shahr Mera Hujra-E-Afat Hai

Tilism-E-Nashsha-E-Duniya Bhi Aaj KHatm Hua

Chupke Chupke Ye Kaam Karta Ja

poet

Dard Jab Sher Mein Dhal Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet