• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hansi Ki Baat Ki Usne Wahan Bula Ke Mujhe

Hansi Ki Baat Ki Usne Wahan Bula Ke Mujhe

hansi ki baat ki us ne vahan bula ke mujhe

bahut rulaya kahani miri suna ke mujhe

har ek lamha mira ḳhauf ki giraft men hai

muhafizon se bacha.ega kaun aa ke mujhe

kalam-e-fan se liya kaam us ne mujh se bhi

tabah apne adu ko kiya bacha ke mujhe

vo baagh baagh hua hai to be-sabab bhi nahin

mila hai kuchh to use ḳhaak men mila ke mujhe

tumhen ḳhabar hai ki sar par paḌegi raakh tire

uḌa diya hai faza men jo yuun jala ke mujhe

use banaya tha main ne baḌi hi mehnat se

ḳhuda gavah ki vo bhi chala bana ke mujhe

use kaho ki hain hazir mazid dukh de le

bahut sukun mila hai agar sata ke mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaise Dariya Mein Guhar Bolta Hai

Kahta Rahe Zamana Gunahgar Zindagi

Dil Mein Ho Jo Bhi Bahr-E-KHuda Kah Liya Karo

Na Sirf Tujhse Mujhe Intiqam Lena Hai

poet

Dil Ne Fareb Ishq Mein Khae Kahan Kahan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet