• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Ko KHabar Ye Hasti Kya Hai Kitni Haqiqat Kitna KHwab

Kis Ko KHabar Ye Hasti Kya Hai Kitni Haqiqat Kitna KHwab

kis ko ḳhabar ye hasti kya hai kitni haqiqat kitna ḳhvab

dasht-e-fana men hairan hain sab le kar apna apna ḳhvab

lipTi hui thi ham se kaisi ḳhushbu us ki yadon ki

aankh khuli tab jaana ham ne dekha tha ik pyara ḳhvab

us ke tasavvur men qurbat ke dhoke kitne khaa.e hain

paas jo aa.e aisa lage hai aadhi haqiqat puura ḳhvab

kho kar us ko yuun lagta hai jaise sab kuchh haar ga.e

ashkon se ham joḌ rahe hain apna bikhra bikhra ḳhvab

dukh to yahi hai in baton se tum kitne anjan rahe

dil men basa kar tum ko ham ne dekha kaisa kaisa ḳhvab

dekh ke is ko jaane aisi ‘sayyad’ ji kya baat hui

ankhon ki dahliz pe ham ne pyaar bhara ik rakkha ḳhvab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rah-E-Gum-Karda Sar-E-Manzil bhaTak Kar Aa Gaya

Jo Tere Shahr Se Main Dar-Ba-Dar Nahin Hota

bahadur-shah-zafar

Wo Sau Sau Atkhaton Se Ghar Se Bahar do Qadam Nikle

ainuddin-azim

Kya Karun Zarf-e-Shanasai Ko

poet

Aaine Ke Aks Se Gul Sa Badan Maila Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet