• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankh Se Tare TuT Rahe Hain

Aankh Se Tare TuT Rahe Hain

aankh se taare TuuT rahe hain

ḳhvab hamare TuuT rahe hain

sabit hain a.ine lekin

aks hamare TuuT rahe hain

saare yaar bichhaḌ ja.enge

roz sitare TuuT rahe hain

jugnu ban kar main ne dekha

kuchh andhiyare TuuT rahe hain

DhunD raha hai dariya kis ko

roz kinare TuuT rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ali-barqi-azmi

Insaniyat Na Jis Mein Ho Wo Aadmi Nahin

Wo Gungunate Raste KHwabon Ke Kya Hue

Mere Marne Ki Bhi Un Ko Na KHabar Di Jae

Aaj Mauqa Hai Jo Kahna Hai Meri Jaan Kahiye

Dhajjiyan Jaib-O-Gareban Ki uDa Den Hum Log

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet