• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Ki Taswir Se Aaina Daraata Hai Mujhe

Kis Ki Taswir Se Aaina Daraata Hai Mujhe

kis ki tasvir se a.ina Darata hai mujhe

kaun ye mujh sa hai ankhen jo dikhata hai mujhe

nit-na.e sahil-o-amvaj dikhata hai mujhe

ik samundar hai ki har-lahza bulata hai mujhe

hai nihan-ḳhana-e-gham us ki hansi ke pichhe

hansta rahta hai vo ḳhud aur rulata hai mujhe

rat-bhar koh-e-nida se mujhe deta hai sada

sub.h hote hi bulandi se girata hai mujhe

ashk ye aur kisi ka hai sar-e-sham-e-umid

meri ankhon men utar kar jo rulata hai mujhe

kise achchha kahun ab kis ko bura ai ‘betab’

har koi apne hi jaisa nazar aata hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kab Ghair Hua Mahw Teri Jalwagari Ka

Mujhe Wo Kaifiyat Apni Batane Kyun Nahin Aaya

Main Sari Umr Ahd-E-Wafa Mein Laga Raha

sajida-zaidi

Kisht-E-Viran Ki Tarah Tishna Rahi Raat Meri

afzal-ahmad-syed

Jis Ka Koi Intizar Na Kar Raha Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet