• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Ki Tahwil Mein The Kis Ke Hawale Hue Log

Kis Ki Tahwil Mein The Kis Ke Hawale Hue Log

saleem-kausar

kis ki tahvil men the kis ke havale hue log

chashm-e-girya men rahe dil se nikale hue log

kab se rahon men tiri gard bane baithe hain

tujh se milne ke liye vaqt ko taale hue log

kahin ankhon se chhalakne nahin dete tujh ko

kaise phirte hain tire khvab sambhale hue log

daman-e-subh men girte hue taron ki tarah

jal rahe hain tiri qurbat ke ujale hue log

ya tujhe rakhte hain ya phir tiri khvahish dil men

aise duniya men kahan chahne vaale hue log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Yun to Wo Mujhse Siwa Mera Bhala Chahta Hai

poet

Ye Aalam Hai to Phir Kyon Hon Hawadis Se Pareshan Hum

saima-nasim-bano

Kyun Aankh Se Surkhi Ab Chhalki Hui Lagti Hai

Hayat-O-Marg Ka Uqda Kusha Hone Nahin Deta

Yun Qaid Hum Hue Ki Hawa Ko Taras Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet