• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Etimad Se Ilzam Dhar Gae Apne

Kis Etimad Se Ilzam Dhar Gae Apne

kis e’timad se ilzam dhar ga.e apne

hamare naam ko badnam kar ga.e apne

ab un ke naqsh-e-qadam raston men kya DhunDen

para.i manzilon ko ham-safar ga.e apne

bahar ne kiya mansuba-e-hina-bandi

manao jashn ki sab zaḳhm bhar ga.e apne

phir us ke ba.ad faqat main tha mera saaya tha

jo dasht dasht the ham-rah ghar ga.e apne

jab ek miir bhi ham-sa.e men mire roya

to ye guman hua divar-o-dar ga.e apne

hamen adu se ho ‘mohsin’ gila to kyunkar ho

hamare shahr ko viran kar ga.e apne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Poshak-E-Mohabbat Thi phaTi Humne Wo Si Di

Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe

shahryar

Nafi Se Isbaat Tak

Hamare Waste Hai Ek Jina Aur Mar Jaana

Yun to KHud Apne Hi Sae Se Bhi Dar Jate Hain Log

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet