• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Bharose Pe Nikalta Ghar Se Bahar Main Akela

Kis Bharose Pe Nikalta Ghar Se Bahar Main Akela

kis bharose pe nikalta ghar se bahar main akela

char-su uThe hue hathon men patthar main akela

maslahat-zadon ki naav sahilon par ja lagi hai

rah gaya sailab men pisar-e-payambar main akela

mere parcham par miri rusva.i ki tahrir hai

dushmanon se ja mila hai mera lashkar main akela

main ye kis ku-e-hirasan men huun tasvir-e-saval

sab khaḌe hain apne hi sayon se lag kar main akela

sahn men aahaT hai koi aur na chhat par chaap hai

shaam hai aur be-dili ki siḌhiyon par main akela

mujh se bahar zindagi azadiyan abadiyan

aur is tarik se kamre ke andar main akela

sab ke a.amalon ki ‘nasik’ lag chuki hain qimaten

rah gaya huun ab sar-e-bazar-e-mahshar main akela

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Un Bahrupi Khelan Meri

Tujh Qaid Se Dil Ho Kar Aazad Bahut Roya

poet

Sitam Hai dil Ke dhadakne Ko Bhi Qarar Kahen

Ba-Zahir Us Ka Qad Uncha Bahut Hai

afsar-mahpuri

Gham-e-Hayat Ke Pesh-O-Aqab Nahin Padhta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet