• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kinaron Se Juda Hota Nahin Tughyaniyon Ka Dukh

Kinaron Se Juda Hota Nahin Tughyaniyon Ka Dukh

poet

kinaron se juda hota nahin tughyaniyon ka dukh

na.i maujon men rahta hai purane paniyon ka dukh

kahin muddat hui us ko ganvaya tha magar ab tak

miri ankhon men hai un be-sar-o-samaniyon ka dukh

to kya tu bhi miri ujḌi hui basti se guzra hai

to kya tu ne bhi dekha hai miri viraniyon ka dukh

shikast-e-gham ke lamhon men jo gham-alud ho jaa.en

zamin hathon pe le leti hai un peshaniyon ka dukh

miyan-e-aks-o-a.ina abhi kuchh gard baaqi hai

abhi pahchan men aaya nahin hairaniyon ka dukh

main pahle DhunDhta huun ik zara asaniyan aur phir

baḌi mushkil men rakhta hai mujhe asaniyon ka dukh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

farah-iqbal

Koi Jab Mil Ke Muskuraya Tha

Chur Ana Kar Di Patthar-Pan toD Diya

Phir Koi Jashn Manao Ki Hansi Aa Jae

Tanhaiyon Mein Shor-E-Qayamat Bapa Hai KHair

KHudi Mein Dub Ke KHud Se Kabhi Mile Ho Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet