• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kise Sukun Mile Zindagi Ke Pahlu Mein

Kise Sukun Mile Zindagi Ke Pahlu Mein

poet

kise sukun mile zindagi ke pahlu men

ravan hai gham ka samundar ḳhushi ke pahlu men

samundaron se kaho mera zarf bhi dekhen

ki ek umr se huun tishnagi ke pahlu men

samajh raha huun jise be-qarariyon ka sabab

qarar aa.e to shayad usi ke pahlu men

ye mehr-o-mah vo duniya talash karte hain

ki raushni ho jahan raushni ke pahlu men

ye kya mazaq-e-junun hai dil-e-junun-agah

usi ko DhunD raha hai usi ke pahlu men

mire qarib na aao ki faisla ho jaa.e

main raushni huun ki huun raushni ke pahlu men

baja ki gum hue hosh-o-havas ai ‘nashtar’

magar jo hosh hai divangi ke pahlu men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kashif Ghazal Tumhaari paDhi Aaj Raat Mein

jaun-eliya

Aadmi Waqt Par Gaya Hoga

Wahi raTe Hue Jumle Ugal Raha Hun Abhi

Ret Ke Shanon Pe Shabnam Ki Nami Raat Gae

Dubte Logon Ki KHatir Aas Ka Tinka Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet