• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fasl-E-Gul Mein Jo Koi Shakh-E-Sanobar Tode

Fasl-E-Gul Mein Jo Koi Shakh-E-Sanobar Tode

poet

fasl-e-gul men jo koi shakh-e-sanobar tode

baghban ghaib ka us ka vahin phir sar tode

dast-e-sayyad men kahti thi ye kal bulbul-e-zar

kya rihai ka maza hai jo mire par tode

khaak bhi khuun ki ja nikli na yahan ai pyare

be-sabab haae ye faza duun ne nishtar tode

vasl ke tishna-labon ko na ho mayusi kyuun

daur par un ke falak haae jo saghar tode

mere dilbar ko mila de jo koi mujh se ‘surur’

abhi deta huun zar-e-surkh ke sattar tode

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sun Fasl-E-Gul Khushi Ho Gulshan Mein Aaiyan Hain

poet

Lashkar-E-Ishq Aa Pada Hai Mulk-E-dil Par Tut Tut

Tishnagi Dil Ki Bujhana to KHabar Kar Dena

poet

Tere Falak Pe Kahin Mera Mahtab Nahin

Aaine Se Guzarne Wala Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet