• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apna Nafas Nafas Hai Ki Shoala Kahen Jise

Apna Nafas Nafas Hai Ki Shoala Kahen Jise

apna nafas nafas hai ki sho.ala kahen jise

vo zindagi hai aag ka dariya kahen jise

har-chand shahr shahr hai jashn-e-sahar magar

vo raushni kahan hai savera kahen jise

vo rang-e-fasl-e-gul hai ki patjhaḌ bhi maat khaa.e

vo surat-e-chaman hai ki sahra kahin jise

jo charagar the vo bhi hue qatil-e-hayat

ab kaun hai ki apna masiha kahen jise

divar-o-dar pe sabt hain naqsh-o-nigar-e-yar

apna makan hai ki ajanta kahen jise

is tarah tabnak hai vo sajda-gah-e-shauq

jan-e-haram ki jan-e-kalisa kahen jise

‘vahid’ tumhen jo ḳhvahish-e-nam-o-numud ho

vo sha.iri karo ki muamma kahen jise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil Mein Yun Chah Ka Arman Na Hua Tha so Hua

nazeer-akbarabadi

dil Humne Jo Chashm-E-But-E-Bebak Se Bandha

Udas Dekh Ke Wajh-E-Malal Puchhega

poet

Ab Misr Mein Kahan Koi Bazar Moatabar

abul-hasanat-haqqi

Be-Niyaz dahr Kar deta Hai Ishq

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet