• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kina Jo Tere dil Mein Bhara Hai So Kidhar Jae

Kina Jo Tere dil Mein Bhara Hai So Kidhar Jae

poet

kiina jo tire dil men bhara hai so kidhar jaae

mumkin hai kahin sang ke pahlu se sharar jaae

tadpun huun tamashe ko mire hat ke khada ho

daman ko sambhal apne mire khuun se na bhar jaae

kahta hai koi barq koi shola-e-atish

ik dam tu thahar jaae to ik baat thahar jaae

mat munh se ‘nisar’ apne ko ai jaan bura kah

hai sahab-e-ghairat kahin kuchh kha ke na mar jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Phir Mizaj Us Rind Ka Kyunkar Mile

poet

Be-Shauq-E-Talab Be-Zauq-E-Nazar Be-Rang Thi Unki Gul-Badani

Tere Dard Se Jis Ko Nisbat Nahin Hai

akhtar-lakhnvi

Shahr Ka Shahr Salibon Se Saja Hai Ab Ke

Ranj-O-Gham Sahe Kab Tak Mujh Sa Na-Tawan Tanha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet