• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kijiye Na Asiri Mein Agar Zabt Nafas Ko

Kijiye Na Asiri Mein Agar Zabt Nafas Ko

sauda-mohammad-rafi

kijiye na asiri men agar zabt nafas ko

de aag abhi shoala-e-avaz qafas ko

bah jaave lahu ho ke dil-e-qafila-salar

taalim de naala jo mira bang-e-jaras ko

pahunche hai nam-e-dagh-e-jigar ta sar-e-mizhgan

shadab main rakhta huun sada aag se khas ko

phirta hai udhar zulf men shana to idhar dil

ye duzd na laaya kabhu khatir men asas ko

ai ishq na farhad bacha tujh se na parvez

ba-khak barabar tu kiya na-kas-o-kas ko

le sakte nahin saans tiri ku ke muqayyad

ta khun-e-jigar biich na ghota den nafas ko

targhib na kar sair-e-chaman ki hamen ‘sauda’

har-chand hava khuub hai vaan lek havas ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aanis-moin

Jiwan Ko dukh dukh Ko Aag Aur Aag Ko Pani Kahte

dagh-dehlvi

dil Pareshan Hua Jata Hai

Phir zaKHmon Ko Dhone Ka Dil Karta Hai

Zindagani Ka Koi Bab Samajh Lo laDki

Jaras Aur Sarbanon Tak Pahunchna Chahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet