• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Kichad Mein Ata Mausam

Kichad Mein Ata Mausam

adil-mansuri

pattharon par jami hui nazren

gadha sayyal lamha lamha ravan

phailti bu faza men, naak sadanndh

asman se baras rahe mendak

girte hain gir ke phir sambhalte hain

gadhe sayyal men phudakte hain

aur suraj ki surkh aankhon men

kaai ki parten jamti jaati hain

band darvaze par saba dastak

koi aata na koi jaata hai

band darvaza muskurata hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahib-E-Ishq Ab Itni Si to Rahat Mujhe De

Lakh Gham Sine Se lipTe Rahe Nagan Ki Tarah

Ajab KHajalat-E-Jaan Hai Nazar Tak Aai Hui

Zindagi Jaisa Lubhaungi Chali Jaungi

abdul-hamid-adam

Mere dil Ki Udas Wadi Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet