• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ki Jae Chhup Ke Aisi Yahan Ghaebana Baat

Ki Jae Chhup Ke Aisi Yahan Ghaebana Baat

ki jaa.e chhup ke aisi yahan gha.ebana baat

sarhad ke paar pahunche na ye kafirana baat

mahfil yahan saji hai magar tu nahin yahan

teri bhi kaash hoti koi mo.ajizana baat

us ko koi shaghaf hi kahan sha.iri se hai

mahfil men kaise karte rahe sha.irana baat

dekho to ek aam sa kam-fahm sa vo hai

dohra raha hai aaj bhi us ki zamana baat

hasil to kuchh na hoga tumhen mar-piT se

karte hain saare mil ke koi dostana baat

aksar main tujh se baat yahi kahta huun ‘sahar’

ghusse ko chhoḌ kar koi ab ajizana baat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Haal Mazi Ka Silsila kaTe

tanveer-anjum

dukhon Ke Rup Bahut Aur Sukhon Ke Khwab Bahut

poet

Tilsmati Faza taKHt-E-Sulaiman Par Liye Jaana

Hawaon Ka Jo Shah-Par Bolta Hai

Dard Se Yar chiKH uTThe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet