• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ki Hai Koi Hasin Khata Har Khata Ke Sath

Ki Hai Koi Hasin Khata Har Khata Ke Sath

kaifi-azmi

ki hai koi hasin khata har khata ke saath

thoda sa pyaar bhi mujhe de do saza ke saath

gar dubna hi apna muqaddar hai to suno

dubenge ham zarur magar nakhuda ke saath

manzil se vo bhi duur tha aur ham bhi duur the

ham ne bhi dhuul udaai bahut rahnuma ke saath

raqs-e-saba ke jashn men ham tum bhi nachte

ai kaash tum bhi aa gae hote saba ke saath

ikkisvin sadi ki taraf ham chale to hain

fitne bhi jaag utthe hain avaz-e-pa ke saath

aisa laga gharibi ki rekha se huun buland

puchha kisi ne haal kuchh aisi ada ke saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

fahmida-riaz

Patthar Ki Zaban

Hamare Ghar Ka Ajib-O-Gharib Manzar Hai

Haal Puchhna Us Ka Mera Muskura Dena

Yaadon Ka Shahr-E-Dil Mein Charaghan Nahin Raha

aftab-iqbal-shamim

Har Kisi Ka Har Kisi Se Rabta Tuta Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet