• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwahish-O-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai

KHwahish-O-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai

ḳhvahish-o-ḳhvab ke aage bhi kahin jaana hai

ishq ke baab se aage bhi kahin jaana hai

kyuun nahin chhoḌti aḳhir mujhe duniya-dari

mal-o-asbab se aage bhi kahin jaana hai

dene vaale tu mujhe niind na de ḳhvab to de

mujh ko mahtab se aage bhi kahin jaana hai

jaane kyuun rok rahi hai mujhe ashkon ki qatar

chashm-e-pur-ab se aage bhi kahin jaana hai

kyuun lipaTta hai mire saath ye dariya aḳhir

mujh ko girdab se aage bhi kahin jaana hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Talash to Kya Teri Aas Bhi Na Rahe

Sahra-E-Karbala-E-Rah-E-Ashiqan Ke Beach

Wo Samajhta Hai Use Jo Raaz-Dar-E-Naghma Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Safar Aur Ham-Safar

poet

Waiz Milegi Khuld Mein Kab Is Qadar Sharab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet