• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai

Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai

kisu ko mujh se ne mujh ko kisu se kaam rahta hai

mire dil men siva tere ḳhuda ka naam rahta hai

kuchh in rozon dil apna saḳht be-aram rahta hai

isi halat men le kar sub.h se ta-sham rahta hai

kaleja pak gaya hai kya kahun is dil ke hathon se

hamesha kuchh na kuchh is men ḳhayal-e-ḳham rahta hai

bayan main kya karun us se ab aage apni nakami

tire ye taur aur mujh ko tujhi se kaam rahta hai

bala jaane ‘asar’ dauran ye kidhar charḳh maare hai

hamari bazm men din raat daur-e-jam rahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hai Bais-E-Sukun suKHan-War Tumhaara Nam

Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain

Wo buDha Ek KHwab Hai Aur Ek KHwab Mein Aata Rahta Hai

riyaz-khairabadi

Jafa Mein Nam Nikalo Na Aasman Ki Tarah

Meri Dastaras Mein Hai Gar Qalam Mujhe Husn-E-Fikr-O-KHayal De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet