• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwab TuTe Sajaana Mushkil Hai

KHwab TuTe Sajaana Mushkil Hai

ḳhvab TuuTe sajana mushkil hai

pyaar pahla bhulana mushkil hai

sab ko us ki tamanna hai lekin

chand dharti pe laana mushkil hai

us ki ankhon men hain ka.i saghar

tair ke paar jaana mushkil hai

ham ne patthar lahu se sincha hai

phuul is par khilana mushkil hai

us ko ḳhud men talash karta huun

raaz sab se chhupana mushkil hai

dil ki hasrat nikal nahin paa.i

saari ḳhushiyon ko paana mushkil hai

us ke jaane se ḳhush nahin ‘qasid’

dil se ab muskurana mushkil hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Naqsh Dil Se Na miTa Zarra Barabar Us Ka

poet

Safar Mein Ab Bhi Aadatan Sarab Dekhta Hun Main

poet

Chamak Sitaron Ki Nazron Pe Bar Guzri Hai

Isko Pahli Bar KHat Likkha to Dil dhaDka Bahut

poet

Nashe Mein Sahwan Kar Li Tauba

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet