• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khushbu Hai Aur dhima Sa dukh Phaila Hai

Khushbu Hai Aur dhima Sa dukh Phaila Hai

fatima-hasan

khushbu hai aur dhima sa dukh phaila hai

kaun gaya hai ab tak lawn akela hai

kyuun aahat par chaukun main kis ko dekhun

be-dastak hi aaya jab vo aaya hai

khuli kitaben samne rakkhe baithi huun

dhundle dhundle lafzon men ik chehra hai

raat dariche tak aa kar ruk jaati hai

band ankhon men us ka chehra rahta hai

avazon se khali kirnen phaili hain

khamoshi men chand bhi tanha jalta hai

jaane kaun se raste pe kho jaae vo

shahr men bhi asebon ka dar rahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Chand Ki Pyara Tha Main Suraj Ki Nazar Ka

neel-ahmed

Gunah

adil-mansuri

Bismil Ke Tadapne Ki Adaon Mein Nasha Tha

Shikwa Ho Hamein Kya Teri Bedad-Gari Ka

aziz-bano-darab-wafa

Tu Aaya To dwar Bhide The dip Bujha Tha Aangan Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet