• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke

KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke

ḳhushbu badan ki ḳhali samundar havaon ke

kyuun chheḌte hain ham ko payambar sadaon ke

dekhi na jaa.e ham se pareshan barahnagi

chunte hain apne jism men patthar ridaon ke

phir buund buund Tapki hamare badan se dhuup

phir aks aks bikhre hain manzar fazaon ke

ye aur baat apni hi tah tak na ja sake

utre the chand par bhi shanavar ḳhalaon ke

tapte rahe hain ḳhamushi ka zahr umr-bhar

shayad vo jante the muqaddar duaon ke

‘iraj’ sada-e-rang mahakne lagi hava

qaus-e-quzah ne khol diye par ghaTaon ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kyun Na Rah Pae Is Jahan Se Pare

Dariya Mein Tughyani Hai

jigar-moradabadi

Ab To Ye Bhi Nahin Raha Ehsas

poet

Dard-E-Hayat-E-Ishq Hai Naghma-E-Jaan-Gudaz Mein

Shahr Ka Shahr Hai Be-Zar Kahan Jaun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet