• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ji Jae Magar Na Wo Pari Jae

Ji Jae Magar Na Wo Pari Jae

poet

ji jaae magar na vo pari jaae

yarab na hamari dil-lagi jaae

dil hijr men jaae ya ki ji jaae

jis ka ji chahe vo abhi jaae

is gil ka na vasl ho na ji jaae

kyunki mere dil ki be-kali jaae

tum laal-e-lab apne gar dikhao

phir su-e-yaman na jauhari jaae

is ghuncha-dahan ki bu na laae

dikhlae na munh saba chali jaae

saughat ki tarah pesh-e-majnun

bedi aur meri hathkadi jaae

sabit hai jab pahad-e-vahshat

jab tak daman hamara si jaae

ghairon ko to mai pilae saaqi

main mangun to saaf sun ke pi jaae

ham-rah ho parvarish-e-ali bhi

yaan se jo karbala ‘sakhi’ jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aaj Kuchh Kahne Ko Thi shoKHi-E-Tadbir Meri

bilqis-zafirul-hasan

diwar-O-dar Mein Simta Ek Lams Kanpta Hai

shabnam-shakeel

Be-Wajh Tahaffuz Ki Zarurat Bhi Nahin Hai

ajiz-matvi

Ek Bar Apna Zarf-e-Nazar dekh Lijiye

bashar-nawaz

Bahut Tha Khauf Jis Ka Phir Wahi Qissa Nikal Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet