• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHurshid Ki beTi Ki Jo Dhupon Mein Pali Hai

KHurshid Ki beTi Ki Jo Dhupon Mein Pali Hai

ḳhurshid ki beTi ki jo dhupon men pali hai

tahzib ki divar ke saa.e men khaḌi hai

dhundla ga.e ranjish men us avaz ke shishe

barson jo sama.at se ham-aghosh rahi hai

ab tak hai vahi silsila-e-ḳhana-ḳharabi

ai ishq-e-sitam-pesha tiri umr baḌi hai

ham aa.en to ghairon ki tarah bazm men baiThen

ai sahab-e-ḳhana tiri ye shart kaḌi hai

Dasvaya hai phunkarte sanpon se badan ko

tab ja ke ye ik daulat-e-fan haath lagi hai

naqqad ke hathon men hain tanqid ke teshe

sahmi hui taḳhliq kitabon men paḌi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Rahoge to Kuchh Nibhana Nahin paDega

ahmad-tariq

Aarzi Rahaton Ke Qail Hain

poet

Ishq Ki Aaina-Samani Dekh

Kise Malum Tha Ek Din Mohabbat Be-Zaban Hogi

Sufi

Ghar Se Nikalna Jab Meri Taqdir Ho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet