• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khun Patton Pe Jama Ho Jaise

Khun Patton Pe Jama Ho Jaise

bashir-badr

khuun patton pe jama ho jaise

phuul ka rang hara ho jaise

barha ye hamen mahsus hua

dard siine ka khuda ho jaise

yuun taras kha ke na puchho ahval

tiir siine pe laga ho jaise

phuul ki aankh men shabnam kyuun hai

sab hamari hi khata ho jaise

kirchen chubhti hain bahut siine men

aaina tuut gaya ho jaise

sab hamen dekhne aate hain magar

niind ankhon se khafa ho jaise

ab charaghon ki zarurat bhi nahin

chand is dil men chhupa ho jaise

roz aati thi hua us ki tarah

ab vo aaya to hava ho jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hijr Gham Ka Bayan Hai Goya

Panw Jab Ho Gae Patthar to Sada Di Usne

Jab Us Zulf Ki Baat Chali

poet

Jab Bhi Saman-E-Sukun-E-Dil-O-Jaan Hone Laga

poet

Hai Mere Sar Se Koi Bojh Utarne Wala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet