• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHun Mein Dube Suraj Ki Kirnon Mein Yahi Sangit Hai Yaro

KHun Mein Dube Suraj Ki Kirnon Mein Yahi Sangit Hai Yaro

poet

ḳhuun men Duube suraj ki kirnon men yahi sangit hai yaaro

sab kuchh dena kuchh bhi na lena fitrat ki ye riit hai yaaro

khel na jaane kitne ham ne bante aur bigaḌte dekhe

haar ke baazi kya rote ho duniya ki ye riit hai yaaro

titli ki phulon par thirkan aur magas ki mehnat-e-paiham

ye mehnat aur thirkan mil kar jivan ka sangit hai yaaro

ham sha.ir hain ḳhud ko miTa kar auron ka dil bahlate hain

siine men nasur hai lekin honTon par sangit hai yaaro

qadam qadam par is duniya ne kaise kaise dard diye hain

phir bhi is zalim duniya se dil ko kitni priit hai yaaro

is duniya ke sannaTe men is abad se virane men

sachcha.i aur sundarta hi ek suhana giit hai yaaro

ḳhvab hamesha TuuT ga.e hain talḳh haqa.eq se Takra kar

lekin in TuuTe ḳhvabon se dil ko kitni priit hai yaaro

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Tarah Soi Hain Aankhen Jagte Sapnon Ke Sath

poet

Ladakpan Mein Ye Zid Hai Jaani Tumhaari

Hum Sakun Paenge Salmaon Mein Kya

Ai Zauq Arz-E-Hunar Harf-E-Etidal Mein Rakh

poet

Ai Meri Jaan-E-Arzu Mane-E-Iltifat Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet