• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saregama Pa Dhani

Saregama Pa Dhani

saregama pa dhani

sur men le sansen jaani

nadani si nadani

man karta man-mani

duniya jani-pahchani

hasti apni anjani

a.ine men a.ina

hairani si hairani

ankhon se mat chhalakana

ujḌe dil ki virani

badal pi ke aaya tha

purva.i bhi mastani

ḳhud ko haare to jiite

raaja ke man ko raani

ghar men bhi bas yunhi huun

apnon men ik begani

jiina hai mar jaane ko

mushkil si ik asani

ulTe mujh par hansti hai

duniya pagal divani

gumnamon si rahti hai

‘pinhan’ jani-pahchani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Ashk Aankh Mein Phir Atak Raha Hai

haidar-ali-aatish

diwangi Ne Kya Kya Aalam dikha diye Hain

salma-shaheen-1

Thi Ye Ummid Ki Wo Laut Ke Ghar Aaega

Apni Ghairat Ke Alawa Kahin Dekhe Na Gae

adil-mansuri

Pahlu Ke Aar-Par Guzarta Hua Sa Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet