• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khuli Jo Aankh to Sadiyon Ka Fasla Nikla

Khuli Jo Aankh to Sadiyon Ka Fasla Nikla

poet

khuli jo aankh to sadiyon ka fasla nikla

mire vajud men ik shaḳhs dusra nikla

ajab na tha mujhe sahra ki dhuup kha jaati

qadam baḌha.e junun ne to rasta nikla

ḳhabar nahin ki vo ashob-e-vaqt kaisa tha

har ek aankh men barson ka ratjaga nikla

firaq-e-sub.h men vo aankh jal rahi thi magar

bujha hua dar-e-hijran pe ik diya nikla

ghazab ki aag dahakne lagi hai sinon men

ye kaun dhuup men le kar ke aa.ina nikla

har ek phuul ne jhuk kar tujhe salami di

jo sehn-e-gul men kabhi tera tazkira nikla

palak jhapakte hi duniya badal ga.i ‘saghar’

ki mera saaya bhi mujh se gurez-pa nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lagta Hai Pech-O-Tab Ke Aage Kuchh Aur Hai

Chalega Jam Kisi Ka Na Uske Jam Ke Baad

Itne Pur-Maghz Hain Dalael Kya

poet

diwana Mujh Sa Kab Jita Hai Kyun Tadbir Karte Hain

Zaban-E-Haal Se Hum Shikwa-E-Bedad Karte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet