• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khul Gaya Uqda-E-Hasti to Kafan Mang Liya

Khul Gaya Uqda-E-Hasti to Kafan Mang Liya

poet

khul gaya uqda-e-hasti to kafan maang liya

ziist ne maut se jiine ka chalan maang liya

phuuT kar sina-e-kohsar se bahne ke liye

chashma-e-ab ne daman-e-daman maang liya

kya ta.ajjub hai agar maang li chehre se naqab

daur-e-hazir ne to pairahan-e-tan maang liya

ban gaya halqa-e-zulmat jo paḌa aks-e-zamin

chand ne ḳhud to nahin baḌh ke gahan maang liya

jis ki aghosh men maazi ki amanat thi nihan

us ne manga to vahi qasr-e-kuhan maang liya

jalne valon ne bhi shahnaz-e-ghazal se ‘kausar’

husn-e-fan maang liya rang-e-suḳhan maang liya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Zalim Tere Jab Se Pale Pade

Burai Kya Hai Tum Ilzam Do Burai Ka

Dil Sang Nahin Hai Ki Sitamgar Na Bhar Aata

afroz-alam

Jigar Ko Khun Kiye dil Ko Be-Qarar Abhi

ahmad-hamdani

Kuchh Usko Yaad Karun Us Ka Intizar Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet