• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Jaano Jo Asar Hai dam-E-Shoala-Tab Mein

Kya Jaano Jo Asar Hai dam-E-Shoala-Tab Mein

poet

kya jaano jo asar hai dam-e-shoala-tab men

ye vo hai barq aag laga de naqab men

haal is nigah ka us ke sarape men kya kahun

mor-e-zaif phans gai ja shahd-e-nab men

zikr-e-vafa vo sunte hi majlis se uth gae

kuchh guftugu hi thiik na thi aise baab men

kya puchhte ho chara-e-hu az-khvesh-e-raftagan

so ja se chaak jaama hai sozan khullab men

avaz-e-sur tere shahidon ko roz-e-hashr

lagti thi ik bhanak si to kanon ko khvab men

jo dekhte hi us se ye guzra kabhu nahin

yaqub ke khayal o zulekha ke khvab men

har har roen se khirqa ke mere hai khun-chakan

ghote to sau diye use zamzam ke aab men

is chashm-e-ashk-bar ke kyunkar ho samne

rone ka madda hi nahin hai sahab men

qismat to dekh kholi girah kuchh to rah gae

nakhun hamare tuut ke band-e-naqab men

har-vaqt arzu-e-azab-e-jahim hai

hathon se hijr ke huun main kya kya azaab men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yahi Hai Ishq Ki Mushkil to Mushkil Aasan Hai

ahmad-mahfuz

Yun Hi Kab Tak Upar Upar dekha Jae

Mere Hisar Se Bahar Bula Raha Hai Mujhe

poet

KHwab Aaseb Se Ban Nikle Meri Aankhon Se

poet

Kyun Na Le Gulshan Se Baj Us Arghawan-Sima Ka Rang

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet