• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaine Ke Aks Se Gul Sa Badan Maila Hua

Aaine Ke Aks Se Gul Sa Badan Maila Hua

poet

aine ke aks se gul sa badan maila hua

subh ke partav se rang-e-yasman maila hua

saaf ai uryani-e-vahshat kahe deta huun main

post khinchunga agar mera badan maila hua

baad murdan bhi takalluf se kudurat dil men hai

sohbat-e-kafur se apna badan maila hua

kya tiri talvar bhi mujh se ghubar-alud thi

khun-e-dil ka rang kyuun ai tegh-zan maila hua

shaeron men guftugu aai kudurat ki baham

saaf kahta huun ki ab rang-e-sukhan maila hua

vasl ki shab baton baton men mukaddar ho gai

guftugu-e-bosa se rang-e-dahan maila hua

saf-goi se ghubar aine men aaya ‘munir’

meri baton se dil-e-ahl-e-sukhan maila hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin Ko Sajda Kiya KHun Se Ba-Wazu Ho Kar

Ab Apne Darmiyan Shishe Ki Ek Diwar Baqi Hai

Dil Hamari Taraf Se Saf Karo

Tere Dayar Se Jins-E-Muhaal Le Aae

poet

Daraaz-Qamat Daraaz-Gesu Ajib Sa Ek Nigar Tha Wo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet