• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khuddariyon Ke Khun Ko Arzan Na Kar Sake

Khuddariyon Ke Khun Ko Arzan Na Kar Sake

sahir-ludhianvi

khuddariyon ke khuun ko arzan na kar sake

ham apne jauharon ko numayan na kar sake

ho kar kharab-e-mai tire gham to bhula diye

lekin gham-e-hayat ka darman na kar sake

tuuta tilism-e-ahd-e-mohabbat kuchh is tarah

phir aarzu ki shama firozan na kar sake

har shai qarib aa ke kashish apni kho gai

vo bhi ilaj-e-shauq-e-gurezan na kar sake

kis darja dil-shikan the mohabbat ke hadse

ham zindagi men phir koi arman na kar sake

mayusiyon ne chhin liye dil ke valvale

vo bhi nashat-e-ruh ka saman na kar sake

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Shishe Mein Hai Sharab To Shisha Sharab Mein

Sarsabz Mausamon Ka Nasha Bhi Mere Liye

poet

Ye Rang Tere Shahr Ke Sahra Mein Kahan Hain

Dil luTega Jahan KHafa Hoga

poet

Ek Ajab Humne Majra Dekha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet