udaas hai to bahut khudaya
koi na tujh ko sunane aaya
vo sar jo tere ujaad dil men
charagh ban kar chamak rahi hai
koi na tujh ko dikhane aaya
ajiib husn muhib jaisi
khalish jo dil men khatak rahi hai
udaas hai to bahut khudaya
koi na tujh ko sunane aaya
vo sar jo tere ujaad dil men
charagh ban kar chamak rahi hai
koi na tujh ko dikhane aaya
ajiib husn muhib jaisi
khalish jo dil men khatak rahi hai