• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Khuda Khamosh Hai

Khuda Khamosh Hai

nida-fazli

bahut se kaam hain

lipti hui dharti ko phaila den

darakhton ko ugaen

daliyon pe phuul mahka den

pahadon ko qarine se lagaen

chand latkaen

khalaon ke saron pe nil-gun akash

phailaen

sitaron ko karen raushan

havaon ko gati de den

phudakte pattharon ko pankh de kar naghmagi de den

labon ko muskurahat

ankhdiyon ko raushni de den

sadak par dolti parchhaiyon ko

zindagi de den

khuda khamosh hai!

tum aao to takhliq ho duniya

main itne saare kamon ko akela kar nahin sakta

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main KHuda Bhi to Nahin Kyun Mujhe Tanha Likh De

riyaz-khairabadi

But Apne-Ap Ko Kya Jaane Kya Samajhte Hain

poet

Husn-E-Sarshaar Tera daru-E-Be-Hoshi Hai

asif-ud-daula

Mere dil Ko Zulfon Ki Zanjir Kijo

Zara Si choT Lagi Thi Ki Chalna Bhul Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet