• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dastan Ke ruKH-Numa Abwab Chori Ho Gae

Dastan Ke ruKH-Numa Abwab Chori Ho Gae

dastan ke ruḳh-numa abvab chori ho ga.e

luT ga.e auqaf sab eraab chori ho ga.e

be-gharaz jaan nazr karne ki rivayat piT chuki

ishq ke darbar ke adab chori ho ga.e

the girah men kuchh natije kuchh adhure tajarbe

illaten gharat huiin asbab chori ho ga.e

bhaap ban kar uḌ ga.e ya ho ga.e gum ret men

band bandhe rah ga.e daryab chori ho ga.e

karni-bharni ik taraf kaisa hisab-o-ehtisab

saare inkar aur sab ijab chori ho ga.e

ham-inan ke zehni izmehlal ka kya puchhna

mere apne ahani a.asab chori ho ga.e

marhala ḳhud-ashna.i ka abhi aaya na tha

naam ‘yasir’ miT ga.e alqab chori ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wo Hansna Yaad Aata Hai Wo Rona Yaad Aata Hai

meer-taqi-meer

Ek Martaba dil Pe Iztirabi Aai

Jine Mein Aasani Rakh

ajay-sahaab

Mere Zakhmon Meri Ruswai Ko Wapas Le Le

Hujum-E-Dard Mila Imtihan Aisa Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet