• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sham dhalte der Tak Chhat Par Khadi Rahti Hun Main

Sham dhalte der Tak Chhat Par Khadi Rahti Hun Main

poet

shaam dhalte der tak chhat par khadi rahti huun main

dubte suraj ko janan dekhti rahti huun main

kaisi kaisi uljhanon men ab padi rahti huun main

jaane kya kya dekhti aur sochti rahti huun main

koi zer-e-lab hamesha gungunata hai mujhe

main kisi ke dil ki huun aur an-kahi rahti huun main

ek duniya ka safar hai us ke mere darmiyan

fasle hi fasle hain napti rahti huun main

kaisa badal hai lipat jaata hai mujh se khvab men

kaisi barish hai ki shab bhar bhigti rahti huun main

saneha kya tha tamiz-e-farhat-o-gham mit gai

ab koi rut ho hamesha ek si rahti huun main

ik sitara der tak karta hai mujh se guftugu

vo nahin sota so janan jagti rahti huun main

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Lab-e-dariya Jo Pyase Mar Gae Hain

poet

Us Pe Karna Mere Nalon Ne Asar Chhod diya

faiz-ahmad-faiz

dast-E-Tah-E-Sang-Amada

poet

Ashk Baqi Koi Ab Dida-E-Giryan Mein Nahin

Kuchh Log to Itni Bhi Murawwat Nahin Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet