• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaan Nahin Pahchan Nahin Hai

Jaan Nahin Pahchan Nahin Hai

jaan nahin pahchan nahin hai

phir bhi to vo anjan nahin hai

har gham sahna aur ḳhush rahna

mushkil hai asan nahin hai

dil men jo mar jaa.e vo hai arman

jo nikle arman nahin hai

mujh ko ḳhushi ye hai ki ḳhushi ka

mujh pe koi ehsan nahin hai

ab na dikhana tabish-e-jalva

ab ankhon men jaan nahin hai

sab kuchh hai is daur-e-havas men

dil ka itminan nahin hai

ab ke ‘vaqar’ aise bichhḌe hain

milne ka imkan nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghar Se Be-Zar Hun College Mein Tabiat Na Lage

Jis Ko Apne Bas Mein Karna Tha Us Se Hi laD baiTha

Kabhi Kabhi Hi Wo Mujhse Nahin jhagaDta Hai

poet

Baada-E-Wahshat-Asar Se Mast Virane Mein Tha

Phul Chehra Aansuon Se Dho Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet